Dec 9, 2019
Jan 10, 2018
Sep 14, 2017
Jul 29, 2017
So Kar Uthhneki Dua
| Play/Download |
| Length: 00:17 |
Share on: WhatsApp
|
Hazrat Huzaifah (Raziyallahu 'Anhu) farmaate hain ke Rasulullah (ﷺ) jab neend se bedaar hote to yeh (dua) padhte:
اَلْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِيْ أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُوْرُ Alhamdulillaahil lazee ahyaanaa ba'adamaa amaatanaa wa ilaihin nushoor Tarjama: Tamaam Ta'areefein Allah ke liye hain jis ne hamein maut dene ke baad zindagi di aur usi ki taraf sab ko jaana hai. (Bukhari: 6314) Share on: WhatsApp |
Jul 27, 2017
Aaine Me Chehrah Dekhte Waqt Padhein
|
||||||
✺ Hadees: Hazrat Abdullah Bin Masood Raziyallahu anhu farmaate hain ke Rasoolullah ﷺ farmaate the:
✺ Arabic: اللَّهُمَّ حَسَّنْتَ خَلْقِي فَحَسِّنْ خُلُقِي
✺ Allaahumma hassanta khalqee fahassin khuluqee.
✺ Tarjama: Aye Allah ! Tu ne meri soorat achchhi banaai hai, pas tu meri seerat bhi achchi bana de.
✺ (Ibn-e-Hibban: 989)
|

