Pages

Showing posts with label doodh. Show all posts
Showing posts with label doodh. Show all posts

Sep 20, 2016

Jise Allah Ta'ala doodh pilaaye to woh yeh dua padhe

Hadees: Hazrat Abdullah bin Abbaas (Radiyallahu Anhuma) bayaan karte hain ke Rasoolullah (Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam) ne farmaaya: Jise Allah Ta'ala doodh pilaaye to woh yeh dua padhe:

اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِيهِ وَزِدْنَا مِنْهُ

"Allaahumma baarik lanaa feehi wazidnaa minhu"

Tarjama: Aye Allah ! Is mein hamaare liye barkat ata farma aur hamein ziyaada ata farma.

Reference: (Tirmizi: 3455)

Share on: