Play/Download |
Length: 00:17 |
Share on: WhatsApp
|
Hazrat Huzaifah (Raziyallahu 'Anhu) farmaate hain ke Rasulullah (ﷺ) jab neend se bedaar hote to yeh (dua) padhte:
اَلْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِيْ أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُوْرُ Alhamdulillaahil lazee ahyaanaa ba'adamaa amaatanaa wa ilaihin nushoor Tarjama: Tamaam Ta'areefein Allah ke liye hain jis ne hamein maut dene ke baad zindagi di aur usi ki taraf sab ko jaana hai. (Bukhari: 6314) Share on: WhatsApp |
0 comments:
Post a Comment